Best face masks for Brighter and flawless skin

Bazar me hame bahut saare face mask aur face pack aur kai tarah ke skin care products mil jaate hai, aur ye bahut achhe hone ke saath saath bahut mehange bhi hote hai,. Lekin ghar me agar ham face mask banana chahe to Ye saari cheeze hame apne kitchen me asaani se mil jaati hai.aur in ka istemal karke ham apne chehre par chamak aur nikhar la sakte hai.is ke alawa aur bahut saari remedies aisi hai jo agar hame ghar me na mile to yaa ise tayar karna thoda mushkil ho to ham ye cheeze bazare se bhi kharid sakte hai.ya phir online manga sakte hai . kyunki aaj kal online aisi cheeze hame bahut aasani se mil jaati hai.jaise gulab ke patto ka powder ,nimboo ke chilke ka powder,santare ke chilke ka powder,neem powder, multani mitti powder, sandalwood powder,in sab cheezo ka istemal kar ke bhi hum apne ghar me bahut saare mask tayar kar sakte hai,aur alag alag skin ke hisaab se alag alag cheezo ka istemal karke Ham bahut saare mask tayar kar sakte hai.jaise:

Natural brightening mask

Natural clay mask

Soothing face mask

Face cleanser Refreshing mask

Natural Bleaching mask

Exfoliating mask

Skin Radiant mask

Oil controlling mask

Antibacterial face mask

Antibacterial face mask:

One table spoon of Rose petals powder, One table spoon of milk, Two drops of caster oil, Make a mixture, Is mixture ko mask ki tarah apne pure face par laga le 15 se 20 minute ke baad thande paani se dhole.

Refreshing mask:

Two table spoon of rose petals powder, Half table spoon of coconut oil, Few drops of lavender oil, Make a mixture,Ise apne face par laga le 15 se 20 minute ke baad taaza paani se dhole.

Soothing face mask

3 Table spoon of Rose water ,

4 drops of lemon oil ,1 Table spoon of Rose petals powder, ,Mix and store in glass jar Mix well before use .

Antibacterial face mask:

2 Table spoon of Orange peel powder ,1 Table spoon of sandalwood powder ,1 Table spoon of multani mitti powder , 2 drops of lemon oil , 2 drops of Rosemary oil , 6 Table spoon of Rose water , Make a mask, store in glass jar.Is mask ko apne chehre par laga kar 15 se 20 minute ke baad thande paani se dhole.

Oil controlling face mask:

2 Table spoon of Neem powder, , 2 Table spoon of yoghurt, Mix well and Apply and keep it for 15 minute ,Rinse off with cool Water after the pack dries

Leave a Comment